Blog Ka Backup Kaise Download Kare

Hello doston Hindi me gyaan par aapka most welcome. Aaj me aapko blog ka backup download kaise karte hain ke baare me batane wala hun.

Blog Ka Backup Kaise Download Kare

Blog Ka Backup Download Karne Ka Fayda

Blog ka backup download karna very importent hota hai blog ke liye iske bahut fayde hain. aksar aisa hota ki log apne blog par copyrighted content daal lete hain aur unka blog delete kar diya jaata hai.agar aapke blog ka backup daownload kiya hua hoga toh aap use new blog par upload karke copyrighted content delete kar sakte ho aur aapka blog dowara shuru ho jayega.

Blog Ka Backup Download Kaise Karte Hain

1. Sabse pehle blog ke dashboard>>>setting>>>others me jaaiye

2. Ab aap backup content par click kariye

Ab aapke blog ka backup download ho jayega aap check kar sakte ho

Ye bhi pade—

Agar post acchi lage toh share zaroor kare plz

hindimegyaan

2 thoughts on “Blog Ka Backup Kaise Download Kare”

Leave a Comment