Hello Doston Aaj me aapko 5 bahut hi great ideas dene wala hun jinse aap apne blog par seo friendly post asani se likh sakte ho
Seo friendly Blog Post Use kahte hain ki jis article ko aapke readers to acche se samajh hi sake lekin aapko search engine se bhi accha traffic mil sake.Agar Aap seo Friendly post likhoge toh aapke blog par search engine se bahut accha traffic aayega
Seo Friendly blog post likhne ke liye Aapko post me kuch aise words aur technique ka use karna padega jisse aapke blog post ko search engine me jyada value mile aur aapki post search engine me turant show hone lage
Aaj me aapko kuch acche method bataunga jinko follow karke aap seo friendly post likhna seekh jaoge aur aapko search engine se accha traffic aane lagega
Also Read—–
Top 10 on page seo tips in hindi
Hostgator se hosting kaise khareedte hain
1.Blog Post Ke Keyword Ko Acche Se Jaane
Aap jab bhi apne blog par post kare toh uske keyword ke baare me jaan le.Agar aapko post ke keyword ka pata nahin hai to post na likhe.keyword jaanne ke liye aap google adword ka use kar sakte ho free me.Google adword tool ek bahut accha madhyam hai keyword jaanne ke liye iska use karke aap asani se keyword banakar usko apni post me optimize kar sakte ho.ek baat ka dhyaan zaroor de ki jin keyword par high traffic aata ho unka use na kare kyunki woh already use ho jaate hain aap unhi keyword ka use kare jinpar monthly 4000-5500 traffic aata ho isse aapke blog post par accha traffic aayega aur aapki post bhi seo friedly ho jayegi
2.Seo Friendly Blog Post Likhne Ke Liye Keyword Ko Kahan Likhe
Google Adword se keyword select karne ke aapko unhe apni post me use karna hota hai me aapko bata dun ki aap jitni jagah chaho acche keyword ka use kar sakte ho lekin kuch aisi jagah hain jahan aapko keyword zaroor use karna chahiye.chaliye me aapko un jagao ke naam bata deta hun jahan aapko keyword use karna chahiye
- Title(blog post ka jo title hota hai usme use kare)
- Meta Description me add kare
- Permalink me
- Image property ALT Tag me
- H2,H3 subheading me add kare
- Internal link me add kare(matlab purani blog post me)
- Keyword density me add kare
Agar aap chahe toh apne blog post ke image ko seo friendly bana sakte ho
Ye Bhi Pade—
बहुत ही सुन्दर प्रस्तुति …. very nice article …. Thanks for sharing this!! ��
Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai http://www.freehindihelp.com
Us Me mujhe visiter badhana hai to koi tips ho to batao.Me Blog me naya hu
pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare
aap mere blog par tips padho seo ki
Bhut achi post hai sir i m your big fan
thanks sonu agar koi help chahiye toh mujhse conatct karna
Rashid bhai
aapne bhuat hi accha jankari diya hai.
kabhi humare blog par visit kijiye.
kyun nahin bhai jaroor visit karenge
Thanks nice blog par domain name khareed lo