5 Great Ways Seo Friendly Blog Post Likhne Ke Liye

Hello Doston Aaj me aapko 5 bahut hi great ideas dene wala hun jinse aap apne blog par seo friendly post asani se likh sakte ho

seo friendly blog post

 

Seo friendly Blog Post Use kahte hain ki jis article ko aapke readers to acche se samajh hi sake lekin aapko search engine se bhi accha traffic mil sake.Agar Aap seo Friendly post likhoge toh aapke blog par search engine se bahut accha traffic aayega

Seo Friendly blog post likhne ke liye Aapko post me kuch aise words aur technique ka use karna padega jisse aapke blog post ko search engine me jyada value mile aur aapki post search engine me turant show hone lage

Aaj me aapko kuch acche method bataunga jinko follow karke aap seo friendly post likhna seekh jaoge aur aapko search engine se accha traffic aane lagega

Also Read—–

Top 10 on page seo tips in hindi

Hostgator se hosting kaise khareedte hain

1.Blog Post Ke Keyword Ko Acche Se Jaane

Aap jab bhi apne blog par post kare toh uske keyword ke baare me jaan le.Agar aapko post ke keyword ka pata nahin hai to post na likhe.keyword jaanne ke liye aap google adword ka use kar sakte ho free me.Google adword tool ek bahut accha madhyam hai keyword jaanne ke liye iska use karke aap asani se keyword banakar usko apni post me optimize kar sakte ho.ek baat ka dhyaan zaroor de ki jin keyword par high traffic aata ho unka use na kare kyunki woh already use ho jaate hain aap unhi keyword ka use kare jinpar monthly 4000-5500 traffic aata ho isse aapke blog post par accha traffic aayega aur aapki post bhi seo friedly ho jayegi

2.Seo Friendly Blog Post Likhne Ke Liye Keyword Ko Kahan Likhe

Google Adword se keyword select karne ke aapko unhe apni post me use karna hota hai me aapko bata dun ki aap jitni jagah chaho acche keyword ka use kar sakte ho lekin kuch aisi jagah hain jahan aapko keyword zaroor use karna chahiye.chaliye me aapko un jagao ke naam bata deta hun jahan aapko keyword use karna chahiye

 

  • Title(blog post ka jo title hota hai usme use kare)
  • Meta Description me add kare
  • Permalink me
  • Image property ALT Tag me
  • H2,H3 subheading  me add kare
  • Internal link me add kare(matlab purani blog post me)
  • Keyword density me add kare
 
3.Post Ka Backlink Zaroor Banaye
Blog post ke seo ke liye backlink bahut zaroori hote hain. backlink se hamare blog ka traffic increase hota hai aur hamara blog acchi rank prapt karta hai Backlink banane ke liye aap apni post ko social sites par share kijiye aur other websites par jaise supportmeindia.com aur hinditechhelp.com in websites par comment kariye isse aapke blog ko accha traffic milega aur ho sake toh dusro ki comment ka jawaab de isse aapke blog par logon ka interest bana rahega aur apne blog ka promotion kare traffic websites par
4.Keyword Search Karne Ke liye Google Adword Ka Istemaal Kare
 
keyword chunne ke liye aap google adword ka use kare kyunki ye free hai agar aap paid keyword chahte hain toh aap ‘long tail keyword’ ka prayog kare.mere suggestion me toh aapke liye google adwords badhiya rahega kyunki isme keword ki jyada search visibility hoti hai,google adword ko aap bahut hi asani se use kar sakte ho Agar aap bina keyword chune koi post likhenge toh aap chahe kitne bhi words ki aur kitni bhi useful post likh lo aapko jyada traffic nahin mil payega isliye me aapko bata doon ki hamesha keyword ko search karke hi post likhe aur google adword aapke liye accha rahega
5.Post Image Ko Seo Ke Liye Optimize Kare
ToH doston aasha karta hoon ki ye post aapko bahut pasand aayi hogi doston agar post acchi lagi ho to comment karke jaroor bataye.
hindimegyaan

8 thoughts on “5 Great Ways Seo Friendly Blog Post Likhne Ke Liye”

Leave a Comment