Blog Me Alexa Rank Widget Kaise Lagaye

Blog ke liye alexa rank bahut hi zaroori hai. Akexa rank blog par lagane se hume pata chal jaata hai ki hamare blog ki rank kya hai aur hamare blog ka traffic accha ho jaata hai

Blog Me Alexa Rank Widget Kaise Lagaye

Alexa Rank Widget Blog Par Blog Kyun Lagaye

Alexa rank widget blog par lagane se aapke blog ki rank acchi ho jayegi aur aapke blog par accha traffic aayega.

Alexa Widget Blog Par Kaise Lagaye

Sabse pehle aap neeche diya gaya code copy kar lijiye

<a href=”http://www.alexa.com/siteinfo/yoursite.com”><script type=”text/javascript” src=”http://xslt.alexa.com/site_stats/js/t/a?url=yoursite.com”></script></a>

Yoursite.com ki jagah aapko apne blog ka url daalna hai

Ye bhi pade——

Alexa no data show kyun karta hai

Alexa Widget Blog Par Kaise Lagaye

Step1. Sabse pehle aap apne blog ke dashboard >>layout>>>add a gadget par click kariye

Step2. Ab aapke saamne jo browser khulega usme aapko html/javascript par click karna hai

html/Javascript


Step3.ab aake saamne jo form khulega usme jo code aapne copy kiya tha wo paste kar dijiye

Aapke blog par alexa rank widget lag chuki hai aap check kar sakte ho

Agar post acchi lage toh share zaroor kare aur comment kare

hindimegyaan

1 thought on “Blog Me Alexa Rank Widget Kaise Lagaye”

Leave a Comment