Hello doston aaj ki meri post se aapko ye seekhne ko milega ki alexa rank no data show kyun karta hai aur kaise 4 ya 5 din me alexa rank show kar sakte hai
Table Of Contents
Alexa Rank No Data Show Kyun Karta Hai(4 Reasons)
1. Pehla reason ye hota hai ki aapke blog par traffic accha na hona(visitors ka na hona) jiski wajah se alexa rank no data show karta hai
2. Agar aapka blog new hai toh alexa rank show hone me 15 se 20 din toh lagenge
3. Aapke new blog par daily post na daalne se bhi alexa rank show nahin karta
4. Fake traffic hone se blog ki alexa rank kharaab hoti hai aur last me no data show hone lagta hai
Alexa Rank Jaldi Show Kaise Kare(5 tips)
1. Blog ko alexa alexa me submit kare aur verify kare
2. Sabse pehle aap apne blog ka traffic accha kare. traffic badhane ke liye neeche kuch post hain unhe padhe
- Apne blog ko google search engine me submit kare
- blog ke liye sitemap banaye isse aapke blog ka traffic badhega
- seo friendly blogger template add kare blog me
3. Apne chrome browser me alexa extension add kare
4. Daily new post share kare blog par agar aapk in tips ko follow karenge toh jald hi aapke blog par alexa rank show karne lagegi aur aapka blog par accha traffic ho jayega
Agar post acchi lage toh share kare aur hume comment karke bataye ki post kaise lagi aur agar koi jaankaari chahiye toh bhi comment box me poonch sakte ho
Very good information given by You rashid..
Is it any way to rank fast in Alexa?