Hello Guys, Aaj hum baat karenge ki Blogger Blog ki sabhi posts me ke baar me adsense ads kaise lagaye , Adsense ads ko sabhi post me ek saath kaise lagate hain , etc.
Doston blog banana itna hard nahin jitna ki adsense approve karwana hai blog toh aap bahut hi easily bana sakte ho lekin kya aapko pata hai ki adsense approve karwane me kitni dikkate hoti hai aur agar adsense approve ho bhi jaata hai toh phir blogger blog me ads lagane me bahut dikkat hoti hai sabhi post me alag – alag ads ke code paste karna padhte hain lekin ab aisa nahin hoga kyunki is problem se chutkara dilaane ke liye aaj me aapke liye ye trick lekar aaya hun.
Aaj me aapko is trick me bataunga ki Blogger Blog me ek saath sabhi posts me ads kaise lagaye toh doston chaliye ab direct main point par aate hain.
Also read–
- PC Games Download Karne Ki Top 5 Websites
- Mobile Se Apne Bank Account Ka Balance Kaise Check Kare
- SMS Se Apne SBI Account Par Aadhar Card Kaise Link Kare
- Andoid Mobile Me Youtube Videos Ko Offline Kaise Dekhe
- Vehicle Ki Number Plate Se Uske Owner Ki Details Kaise Pata Kare
Blog Ke Sabhi Post Me Adsense Ads Kaise Lagaye
Step1). Sabse pehle aap apne blog ke dashboard >> template >> edit html par click kariye.
Step2). Ab aapke saamne HTML Coding open hogi usme aap CTRL + F ka button dabakar <data:post.body/> search kare.
Step3). Ab neeche jo code diya gaya hai usko copy kar le.
<b:if cond=’data:blog.pageType == “item”’>
<div align=”center“>
adsense ad ka code yahan paste kare
</div>
</b:if>
Note – Yaad rahe upar diye gaye code me jo adsense ad ka code yahan paste kare likha hua hai wahan par aapko apna adsense code unit daalna hai.
Step4). Ab jo code copy kiya hai usko <data:post.body/> ke upar paste kar dijiye aur Save Template par click kar dijiye.
Jaise hi aap save template par click karenge aapke blog ki sabhi posts me ek baar me ads lag jaayenge ab aapko har post me baar baar ads lagane ki jaroorat nahin hai.
NOTE:
- Agar aap ads dikhane ki jagah ko change karna chahte ho to aap center ki jagah jahan aap daalna chaho us jagah ka naam daal dijiye
- Yaad rakhiye template me bahut jagah <data:post.body/> hota hai agar ek jagah ye trick kaam na kare toh doosri jagah code paste kare
- Agar aap adsense ads post ke last mein dikhana chahte ho toh code ko <data:post.body/> ke neeche paste karein
Toh doston mujhe ummid hai ki aapko ye post bahut pasand aayi hogi aur agar aapko ads lagane me koi dikkat ho toh neeche comment karke bataye me aapko dikkat ko solve kar doonga.
Post ko jyada se jyada share kare.
ni ho paya bhai
ni ho paya bhai
aapne kuch galti ki hogi sahi se try karo
code kahe se uthau
good write post thanks for share this post check my website suvas75.com and mobile repairing course in hindi full guide mobile75help.blogspot.com please check my ads placement and site problems
good write post thanks for share this post check my website suvas75.com and mobile repairing course in hindi full guide mobile75help.blogspot.com please check my ads placement and site problems
Very Informative post Rahid..
I see you don’t monetize your blog, don’t waste your traffic,
you can earn extra cash every month because you’ve got
hi quality content. If you want to know how to make extra bucks, search for: Mertiso’s tips best adsense
alternative