Hello friends aaj me aapko batane waala hun ki Google Adsense kya hai aur Google adsense par account kaise banaye toh agar aap is article ko dhyaan se poora padhenge tab hi aap Google adsense account easily bana paayenge.
Table Of Contents
What Is Google Adsense ( Google Adsense Kya Hai ) ?
Google Adsense ek website hai jo Google ke dwara banayi gayi hai ye advertisement ka kaam karti hai agar aapka blog ya website hai toh aap Google adsense par account banakar usse ads lekar apne blog par laga sakte hain jisse aapko bahut acchi income bhi hogi.
Google Adsense Par Account Kaise Banaye
Doston agar aap chahte hain ki aap easily Adsense par account banana seekh jaaye toh mujhe step by step follow kariye.
1. Sabse pehle aap Adsense ki site par jaiye – Yahan Click Kare
2. Ab aap sign up ke button par click kijiye.
3. Sign up par click karne ke baad aapke saamne ek window khulega jisme aapko apna gmail account select karna hai ki isi gmail account se adsense account banana chahte ho ya phir naya gmail account banana chahte ho toh naya bana le.
- Isi Gmail ID se login karne ke liye Yes par click kare.
- Aur agar new Gmail Account banana chahte hain toh Create or use another account par click kare.
4. Ab aapke saamne ek page aayega wahan par aapko language aur website ka naam enter karna hai.
- Apne blog ya website ka naam daalna hai
- Apni language select karna hai
- Continue par click karna hai
5. Ab aapke saamne jo page aayega usme ek form hoga jisko aapko bharna hai
- Pehle mein aapko apni country select karna hai
- Isme aapko apni country ka timezone select karna hai jo aapke country select karne par khud select ho jayega
- Isme aapko apna name likhna hai jo aapke bank account name ho
- Isme aapko apna address daalna hai
- Isme aapko apni city likhna hai
- Ab aapko apni state select karna hai
- Ab aapko apni city ka pincode daalna hai
- Isme aapko apna phone number daalna hai
- Ab aapko saari terms yes karni hain
- Ab aapko submit my application par click karna hai
ab aapka account ban chuka hai ab aap isko use kar sakte ho
thanks for reading agar post acchi lage toh comment karke bataye aur apne doston ko share karein
nice support bhai keep doing great job.