Computer Software Ki Serial Key Aur Product Key Kaise Pata Kare

Hello doston aajki is post me aapko ye jaanne ko milega ki apne laptop me install kiye jaane waale kisi bhi software ki serial key aur product key kaise pata kare.Agar aapke paas laptop hai toh aap usme software ka use jaroor karte hoge par kisi bhi free software ko sirf 7 se 15 din tak hi free me use kar sakte hain uske baad woh serial key maangne lagta hai.Jitne bhi kaam ke software hote hain woh sirf kuch hi din tak free trail ka package dete hain uske baad woh serail key ya phir product key maangne lagte hain. 

CompUter  software ki serial key kaise pata kare'


Jaise hi aapka trail khatam ho jaaye toh aapko usko lifetime use karne ke liye product key daalna padhti hai lekin jo product ki usme daalna hoti hai woh hume maloom nahin hoti hai isliye aaj me aap logon ke liye ye article lekar aaya hun jisme aapko ye jaanne ko milega ki free me kisi bhi software ki serial key aur product key kaise jaane.

Internet par aapko aisi bahut si sites mil jaayengi jo free me serial key/product key download karwaati hain par aaj me jo tareeka aap logon ko batane wala hun woh sabse best hai toh chaliye jaante hain.

Read Also – Mobile Number Ki Details Kaise Jaane

Kisi Bhi Software Ki Activation Key Kaise Pata Kare

Doston agar aapke laptop me bhi koi aisa software hai jo activate karne ki key maang raha hai toh aap neeche di gayi tips ko follow karke woh key prapt kar sakte ho.

1.Sabse pahle aap Google.com par jaaye aur apne browser me google open kare

2.Ab aap jis software ki key ko prapt karna chahte ho uska naam daale aur last m 94fbr daalkar search kare.

search engine


Jaisa ki aap uper diye gaye image me dekh rahe honge ki software ka naam daalne ke baad 94fbr daalkar search karne se us software ke sabhi serial key aa gaye aise hi aap kisi bhi software ki derail key jaan sakte hain.

Ye Bhi Pade—

Android Smartphone Ko Root Kaise Kare

Top 6 Antivirus For Computer

Ummid karta hun ki aapko ye post bahut pasand aayegi plz post ko share jaroor kare aur comment me bataye ki aapko ye post kaisi lagi

hindimegyaan

Leave a Comment