Aapko Toh pata hi hoga ki Free Stock Photos ki har blogger ko kitni jaroorat hoti hai.Jab bhi aap blog ke liye new post likhte hain toh us post ke liye ek aise image ki jaroorat hoti hai jo copyrighted na ho aur aise images kuch bloggers ko nahin mil paate hain jiski wajah se woh copyrighted images upload karte hain aur unka blog delete kar diya jaata hai.Aaj is post me aapko ye jaanne ko milega ki Free stock photo kahan se download kare aur woh bhi bina copyrighted imgaes.
Me jo 10 websites aap logon tak share karne ja raha hun jinse aap free stock photo download kar sakte ho unpar se aap HD(high definition) images bilkul free download kar sakte ho.
Kuch Sawaal Jo New Blogger Poochta Rahta Hai
- Blog Ke Liye Not Copyrighted images kahan se download kare
- Free Stock Photo Kaun si websites se download karte hain
- Blog Post ke liye photo kahan se download karte hain
- Full HD ke images kahan se download karte hain
Aaj me aapko in saare sawaalon ke jawaab dene wala hun.Is post ko padhkar aap jaan jaoge ki Free stock photo kahan se download karte hain.
Top 10 Free Stock Photos Download Websites
Top 10 Free Stock Photos Download Websites
1. Unsplash
Unsplash website par aap Full High Quality ke images download kar sakte hain aur unko apne hisaab se edit bhi kar sakte hain.Sabse acchi baat ye hai ki agar aap is website ko subscribe karenge toh ye aapko daily 10 Photos mail ke jariye send karega
2. Stocksnap
Stocksnap par daily new images upload kiye jaate hain ispar har prakar ke images upload kiye jaate hain.Aapke liye ye website behtar rahegi aap ispar se image download karke apne blog par upload kar sakte ho.
3. Freeimages
Is Site par unlimited images uplabdh hain aur sab high qulaity images hain agar aap jyada se jyada image download karna chahte hain toh aap ise bhi use kar sakte ho
4.Pexels
4.Pexels
Jyadatar log isi website ke photos download karke apne blog ya website par use karte hain kyunki is website ke images bilkul HQ aur Premium hote hain.Ispar daily 20 new images upload kiye jaate hain
Is websites par thousand images daily upload kiye jaate hain aur ye bahut hi best hai blogging karne ke liye.
6. StockPic
StockPic ek aisi website hai jispar har category ke image milte hain for example-Nature Images,Architecture Images,Black And White etc.
Negativespace par bhi sirf HQ image hi upload kiye jaate hain.Ye har hafte update ki jaati aur aur ispar har week 20 bilkul new images upload kiye jaate hain.
8. Splitshire
Ye site free stock photos downlaod karne liye liye bilkul perfect hai ispar totally high quality images uload kiye jaate hain jo bloggers ke liye bahut usefull hote hain.
9. Pixabay
Ye website mujhe sabse jyada pasand hai me apne blog post me isi website se download kiye gaye images ko edit karke upload karta hun.Kyunki is site par har tarah ka image milta hai aur images ko kisi bhi quality me download kar sakte hain.
10. Picjumbo
Picjumbo bhi uper di gayi websites ki tarah hai jispar HQ images milte hain aur unko apne blog post me daal sakte hain.
10. IM Free
Agar aapko unlimited photos daily download karna hai toh ye site sabse best hai kyunki ispar daily bahut saare images upload kiye jaate hain.
Ye Bhi Pade–
Facebook Account Ko Hack Kaise Karte Hain
Blog Me Multiple Write Kaise Jode
Whatsapp Se Paise Kaise Kamate Hain
Ye Bhi Pade–
Facebook Account Ko Hack Kaise Karte Hain
Blog Me Multiple Write Kaise Jode
Whatsapp Se Paise Kaise Kamate Hain
Toh doston ye thi kuch websites jinpar visit karke aap bahut hi acche images download kar sakte hain jisse aapko madad milegi ki blog post me kaun sa image upload kare.
Ummid hai ki aapko ye post bahut acchi lagegi.Agar post pasand aaye toh share jaroor kare aur comment me jaroor bataye
Ummid hai ki aapko ye post bahut acchi lagegi.Agar post pasand aaye toh share jaroor kare aur comment me jaroor bataye
Hi, very informative article.
Please also check out https://www.goodfreephotos.com for thousands of unique public domain photos, all high-resolution and free to use for any purpose.We specialize in photos by location as we document cities, national parks, state parks, national landmarks, and more. We update with 20+ photos each week. Appreciate it if you could add us to your list of sites.
nery nice information bhai / asy hi logo ki maded krty rhy
Free Stock Images Kaha Se Download Kare (Top 5 Websites)