Hello Guys Welcome To Hindimegyaan Aaj hum baat karenge ki blog ki loading speed ko kaise check karte hain.Doston blog par accha response mile uske liye hum tarah tarah ki settings karte hain lekin kya aapko pata hai ki agar aapke blog ki loading speed kam hogi toh aapke blog ko kitna accha response milega mera kahne ka matlab hai ki blog ka seo accha karne ke liye hum uski loading time par dhyaan dena chahiye kyunki loading speed high hogi toh aapke blog ka seo bhi accha rahega.
Doston jaise ki blog ki speed increase karne ke bahut se tareeke hain usi tarah agar aap jaanna chahte hain ki aapke blog ki loading speed kitni hai toh iske bhi bahut se tareeke hain jo bahut hi easy bhi hain.
Jaisa ki agar aap apne blog par daily update nahin rehenge toh aapke blog ka traffic kam hone lagega usi tarah agar aapke blog ki loading speed acchi nahin hogi tab bhi log aapke blog ko ignore karne lagenge isliye meri raay hai ki aap log apne blog ki speed daily check kiya kare taaki aapko pata chal sake ki aapka blog open hone me kitna time lag raha hai aur aap usko theek kar sako.
Read Also – Android Mobile Se Professional Logo Kaise Banaye
Blog Ki Speed Kam Kyun Hoti Hai
Jab hum apne blog par koi new widgets,editing ya phir plugins install karte hain tab hamara blog open hone me bahut time lene lagta hai kyunki jyada plugins use karna aapke blog ko nuksaan pahuncha sakte hain isliye sirf jyada use hone waale plugins ko hi apne blog me add kare faaltu ke plugins ko uninstall kar de.
Agar aapke blog ki speed acchi hogi toh users ko koi bhi jankaari chahiye hogi toh woh aapke blog par jaroor visit karenge aur agar speed kam hui toh sabhi users aapke blog ko ignore karne lagenge kyunki aajkal har koi time ki ahmiyat samajhta hai.
Read Also – Bigo Live Kya Hai Aur Isse Paise Kaise Kamaye
Blog Ki Loading Speed Ka Test Kaise Kare
Internet par blog ki speed check karne ke bahut se tareeke hain jo sabhi mast hain lekin aaj me jo tareeka aap logon ko batane wala hun woh sabse best hai so aap iska use jaroor kare.
1.Sabse pahle aap tools.pingdom.com website par jaiyye.
2.Ab aapke saamne website open ho jaayegi jisme aapko apni site ka url daalna hai.
- Pahle aapko apni site ka url daalna hai.
- Uske baad Start Test par click kar dena hai.
Jaise hi aap Start test par click karenge uske baad thoda neeche jaakar aapki site ki loading speed aur bhi bahut si details aapke saamne aa jaayengi.
- Airtel Ki Sim Me 500 MB 3G-4G Free Internet Data Kaise Prapt Kare
- AdsOptimal Se Paise Kaise Kamaye
- Top 10 Hindi Bloggers
- Adf.ly Kya Hai Aur Isse Paise Kaise Kamate Hain
Toh doston kaisa laga aapko ye article plz share kare aur comment me apni raay de.
Yes, Pingdom website की speed check करने के लिए अच्छा tool है,
Keep sharing.
thanks and keep visit
सर adsense auto ads का इस्तेमाल करना क्या सही रहेगा
yes bro adsense auto ads is great
very nice sirji
thanks and keep visiting