Aaj me aap logon ko ek bahut hi rochak aur acchi jankari dene ja raha hun. Aaj me jo article aap logon ke saath share karne ja raha hun aise article logon ko bahut pasand aate hain log always aise hi article ko talash karte rahte hain lekin ab aapko jyada talash karne ki jaroorat nahin hai kyunki aaj aapke apne blog hindimegyaan par bhi aapko aisa hi article jaanne ko milega. Aaj me aap logon ko bataunga ki India ki full form kya hai aur isko bharat ko India kyun kahte hain aaiyye jaante hain.
Sabse pahle me aapko bharat country ke baare me kuch baate bata deta hun chaliye jaante hain.
Table Of Contents
Bharat Ke Baare Me Kuch Information
Bharat desh ek aisa desh hai jahan ke culture aur sabhi country se behtar hain. Bharat ki khoj Europe ke rahne waale ek person Vasco de Gama ne ki thi. Vasco de gama ek ship ke commander the europe se bharat aata tha. Woh 3 baar bharat aaye jisme woh pahli baar 1497 me bharat aaye the aur 2 saal rukkar 1499 me apni country baapas chale gaye the.
Bharat duniya ka sabse best country hai kyunki yahan ke culture bahut acche hain aur Bharat ke 4 naam hain jabki koi aisi country nahin jisme bharat ke barabar naam ho.
Bharat Ke 4 Naam
- Bharat
- India
- Hindustan
- Aryavarta
Agar baat ki jaaye purane time ki toh india starting se hi in 4 naam se bualaya jaata hai. Bharat ko world guru kaha jaata hai.
India Ki Full Form Kya Hai
- I – Independent(स्वतंत्र)
- N – Nation(राष्ट्रीय)
- D – Democratic(लोकतांत्रिक)
- I – Intellingent(बुद्धिमान)
- A – Area(छेत्र)
Guys ek ek bahut hi important jankaari hai ye har kisi indian ko maloom hona chahiye kyunki hum jis country me rahte hain agar hume usi ki full form pata na ho toh bahut sharm ki baat hai
Ummid hai aapko ye article pasand aaya hoga plz hamare is article ko jyada se jyada share kare aur comment me apni raay de ki hume aur kaun si jankaari apne blog par share karni chahiye.
bhai sach me yrr muje india ki full form nhi pata thi
Ab toh pata chal gayi na bro