Hello friends aaj me phir hazir hun ek new jankaari ke saath jo aapke bahut kaam aayegi kyunki ye aapke bussiness ko online promote karne ke kaam ki hai.Kuch log online business karke bhi bahut saare paise kama rahe hain lekin ye tips un logon ke liye hai jinka koi business hai aur woh apne bussiness ko online promote karna chahte hain matlab ki apne kaam ke baare me logon ko batana.
2.Twitter.Twitter bhi ek bahut accha way hai apne kaam ko badhane ke liye kyunki ye ek social site hai jispar log jyadatar waqt bitaate hain toh aap bhi twitter par apna account banaiyye aur uspar logon se judiye aur apne bussiness ko share kijiye aapko bahut fayda hoga.Twitter par visit karne ke liye yahan click kare
3.Facebook Page Banaye.Facebook duniya ki sabse badi social media site hai jispar log ek dusre se jude rahte hain aur ye bussiness ko promote karne me bhi sabse accha tareeka hai kyunki ye bilkul free aur easy hai toh aap sabse pehle facebook par visit kare
4.Whatsapp Group.Doston aap toh jaante hi honge ki whatsapp ab kitna popular ho gaya hai aur ise har koi use kar raha hai chahe woh anpad ho ya padha likha toh aap iska use kariye ye bhi best hai
Maan lijiye ki aapka koi business hai aur uske baare me jyada logon ko pata nahin hai toh agar aap apne bussiness ko online promote karoge toh usme aapko bahut jyada profit hone lagega
Domain name ko bina www ke set kare
Bussiness Ko Online Promote Kaise Kare
Bussiness ko online promote karne ke bahut saare tareeke hain jinme se aapko aapko kuch acche tareeke bataunga jinse aap bahut hi easy tareeke se apne bussiness ko badha sakte ho
1.Web Presence Start Kare.Bussiness ko online promote karne ke liye kuch aisa banao jisse log daily aapke plans ya jo bhi aap karte ho usko jaan sake.Apne bussiness ko logon tak pahunchao jitna jyada ho sake.
- Agar aap online bussiness ko promote karna chahte ho toh sabse behtar tareeka ye hai ki apni ek website(blog) banaye jispar aapke bussiness ke baare me saari detail ho taaki aapka benefits daily increase hota jaye.
- Apna ek personally email banao jo aapko apni website par add karna hai taaki log aapse email par contact kar sake.Email ko logon tak share karo isse aapke product ki visibility badhegi
2.Twitter.Twitter bhi ek bahut accha way hai apne kaam ko badhane ke liye kyunki ye ek social site hai jispar log jyadatar waqt bitaate hain toh aap bhi twitter par apna account banaiyye aur uspar logon se judiye aur apne bussiness ko share kijiye aapko bahut fayda hoga.Twitter par visit karne ke liye yahan click kare
- Twitter se judne se pehle apna ek username choose kar le jo aapke bussiness se related ho
- Apne twitter profile par cover set kare aur logo bhi add kare jisse logon ko pata chal sake ki aapka bussiness kis topic par hai aur
- Twitter par account banane ke baad aap apne family members aur apne rishtedaar sabhi ko follow kare aur unse contact kare aur apne bussiness ke baare me bataye taaki woh bhi aapko follow kare
- apne bussiness ke baare me tweet karte rahe
3.Facebook Page Banaye.Facebook duniya ki sabse badi social media site hai jispar log ek dusre se jude rahte hain aur ye bussiness ko promote karne me bhi sabse accha tareeka hai kyunki ye bilkul free aur easy hai toh aap sabse pehle facebook par visit kare
- Facebook par apne bussiness ke naam se page banaye aur logon ko invite kare page like karne ke liye.Facebook par likes badhane ke liye aap use promotion sites par share kare kyunki aapke page ko jitne jyada likes milenge utna hi aapka bussiness popular hoga
- Kuch log apni website banate hain aur uspar traffic laane ke liye bhi facebook par page create karte hain toh aap bhi apna page create kare aur apne bussiness ko badhaye
4.Whatsapp Group.Doston aap toh jaante hi honge ki whatsapp ab kitna popular ho gaya hai aur ise har koi use kar raha hai chahe woh anpad ho ya padha likha toh aap iska use kariye ye bhi best hai
- Sabse pehle aap playstore me jaakar whatsapp messenger download kariye aur usko install kariye
- Ab aap uspar ek group banaiyye jisme apne sabhi relatives aur sabhi aas paas ke logon ko add kariye aur unhe apne bussiness ke baare me bataiyye
5.Facebook Group Create Kare.Facebook par page ke saath-saath aap group bhi create kar sakte ho jisme aap unlimited member add kar sakte ho aur bussiness ke baare me detail de sakte ho.
Aap In sab tips ko follow karke apne bussiness ko bahut hi tezi se badha sakte ho
Agar aapko ye post acchi lage toh share jaroor kare aur hume bataye ki aapko post kaisi lagi
You have such a great sense of style. I love reading your blog posts because you always give me inspiration to try something new and different. The good advantages of this article are giving good thought to each reader and it is giving good impressions. Looking forward to another article Result
Thank you so much for this valuable information! My blog is currently in it’s infancy stage and with all the research I’ve done to date, your site has given me the most informative information to help me succeed. Thanks so much for sharing your expertise!
thanks for comment