Hello guys aaj me aap logon ko batane wala hun ki blog ke liye high quality ke backlink kaise banate hain matlab prapt karte hain.Doston backlink paana jyada mushkil nahin hai lekin usko liye aapko thodi mehnat karni padhegi aur woh new blogger karte nahin woh toh sirf ye dekhte hain ki direct paise kaise kamaye.
Seo(Search Engine Optimization) ek bahut hi hard process hai isko theek karna bahut hi hard hai.Seo 2 types ke hote hain first on page seo aur second off page seo.On page seo aapki site ko Google search me fast index karna ka kaam karta hai aur Google bots ko aapki site ko sahi se samjhata hai isse aapke blog ko SERPs me ek acchi position milti hai.Doston ab aap ye mat sonchiye ki off page seo bekaar hai aapko sirf on page seo par hi nahin balki off page seo par bhi dhyaan dena hoga kyunki ye dono blog ke liye bahut helpful hain.
Table Of Contents
Backlinks Ke Kya Fayde Hain
Doston backlinks blog ke liye bahut usefull hote hain ye blog ko search engine me first rank par laane ka kaam karte hain.Agar aapke blog par high quality ke backlinks honge toh aapka blog top rank par show hone lagega.Backlinks Off page seo me se hi ek hai.
Toh doston aap abhi se apne blog par backlinks prapt karna shuru kar de taaki aapko search engine se 100% organice traffic prapt ho sake aur aapka blog top par show hone lage.Ab me aapko 20 aise effective ways ke baare me bataunga jinse aap apne blog ke liye quality backlinks pa sakte hain.
Read Also – Blogger Template Ko Change Kaise Karte Hain
Blog Par Quality Backlinks Paane Ke 20 Badhiya Tareeke
Backlinks blog kis search position me set karna hai ye kaam karte hain aur jis blog(website) par jyada backlinks hote hain woh 1st se 10th rank tak easily show hone lagti hai agar aap bhi chahte hain ki aapka blog is rank par aaye toh neeche diye gaye sabhi tareekon ko dhyaan se padhiye.
- Internet par jitne bhi blogs aapke blog se related hain un sabhi par comment kare.
- Ho sake toh apne blog ke liye ek Form banaye jisme Question & Answer kiye ja sake.
- Yahoo ke question answer page par aap apne blog se related koi bhi question pooch sakte hain aur apne blog ka link wahan par add bhi kar sakte hain iske saath-saath aap wahan par dusre logon ki bhi help kar sakte hain.
- Social media se blog ko quality backlink nahin mil paate hain kyunki woh sirf nofollow link deti hai agar aapko do follow backlink prapt karna hai toh aap uspar direct post me apne blog ka link daal de.
- Visitors post ko jitna jyada share karenge aapko utne hi jyada backlinks prapt honge isliye aap aisi post likhe jo logon ko pasand aaye post me high quality ke contents ka use kare isse log aapki post ko share karenge aur aapke blog ke backlinks badhenge tab aapka blog search me acchi position par aane lagega.
- Apne blog ke liye yahoo aur google par groups banaye.
- Agar aap blogger aur wordpress ki coding ki basic knowledge rakhte hain toh uske footer me apni site ka link add kar de.
- Stumbleopen.com par apni site ke link ko add kare.
- Aapki site par jo top links hain unki ek widget banaye aur usko kisi dusre blog ya website par daale.
- Apne blog par aisi post likhe jiska title numeric se start ho jaise – 5 best tools – kyunki aisi post internet par bahut fastly viral hoti hain.
- Agar aapko image design karan aata hai toh aap apne sabhi images ko free stock images sites par share kare aur apne blog ka link in sabhi sites par add kare isse aapko unka backlink mil jaayega.
- Aap apne blog ke liye ek accha sa banner banaye aur uske baare me ek widget add kare isse jo log aapke blog ko really me pasand karte honge woh aapke banner ko apne blog par jaroor lagayenge.
- Apne blog ke link ko Youtube par submit karo.
- Dusre bloggers,Youtubers,bussiness main ke baare me article likhe jaise Top 10 hindi bloggers
- Doston aapse guzarish hai ki sirf upcoming post aur events ke baare me hi post daale isse aapke blog par bahut accha traffic aayega aur aapki post bhi top par show hogi.
- Other blogs par guest post kare.
- Agar aap ek wordpress user ho toh ek blog blogger par bhi banaye aur uspar apne wordpress blog ki post ko share kare.
- Internet par bahut si blog communities hain unpar apni site ko submit kare jaise Indiblogger
- Pinterest par apna account banakar profile banaye aur usko verify kare aur apne blog ka link add kare.
- Dusre bloggers se link exchange kare.
Conclusion-
Agar aapne meri batayi hui sabhi tips ko follow kar liya toh samajh lijiye ki aapka blog bahut jald hi top par show karne lagega plz isko follow jaroor kare.
- Aakhir Kyun Blogging Job Se Better Hai
- Alexa Rank No Data Show Kyun Karta Hai aur ye kaise show karega
- Online Teach Karne Ke Best Platform
- Kisi Ke Bhi Whatsapp Account Se Khud Ko Unblock Kaise Kare
Ummid hai aapko ye post bahut pasandaayi hogi plz isko share jaroor kare aur comment me bataye ki aapko ye post kaisi lagi.Agar aapka koi bhi question hai toh aap comment kare me aapke question ka answer 10 minutes me solve kar doonga.
Awesome aapne bahut hi achhi information share ki hai linkbuilding ke liye isse bloggers ko pata chal jayega ki kin kin methods se apni website ke liye backlinks bana sakte hai vo bhi bilkul free. Thanks for sharing and keep it up.
Thanks
Hello Rashid bhy
Jiase hame dusre blog per comment kar rhe. To wha per hame kaise pata chalega. Ki dofollow backlink mil rhe hai. ya nofollw…
rashid ansari thanks for sharing awesome linkbuilding information
Thanks and keep visting
Great post Rashid bhai thank you for sharing ummid hai aisi hi posts mujhe aage bhi milengi thank you again
Regard – IndiaHelpz
Thanks and keep visit
Thank you for sharing such a great informative stuff with us.
I am a regular visitor of your website and I always read the article from this platform.
Thank You, you are awesome. keep it up.
Thanks and keep visit
bahut hi acchi jankari hai ye sabhi new blogger ke kaam aayegi unko apne blog ko rank karne me help hogi
thanks
nice post bro
thanks
Thanks for Sharing superb tricks sir….!!
yeh sabhi tarike useful hai . thanks for sharing .
thanks for comment keep visit