Hello Doston Hindimegyaan par aapka swagat hai.aaj me aapko batane wala hun ki blog post ko promote kaise karte hain.Sirf blog par post publish karne par hi aapke blog par traffic nahin aa paega kyunki blog par post karne ke baad usko promote karna jaroori hota hai.Agar aap apni post ko promote nahin karoge toh aapki post search engine me bahut low rank me show hogi.
Blog post ko promote karne se blog par 50 se 60% tak ka traffic badh jaata hai aur blog ki rank bhi acchi hone lagti hai.Aaj me aapko kuch aise platform ke baare me bataunga jinka use karke aap bahut hi accha promotion kar sakte ho
Ab aap ek baat bahut sonch rahe honge ki Seo friendly post daalenge tab toh woh search engine me khud hi highly rank par aa jayegi lekin kabhi-kabhi aisa nahin hota hai.
Kuch log poore din mehnat karne ke baad blog par Seo optimized post ko share karte hain aur sonchte hain ki ab direct unke blog par traffic aane lagega lekin aisa nahin hota hai Blog par traffic laane ke liye Promotion bahut important hota hai.Jab tak aap apne blog post ka promotion nahin karoge tab tak aapke blog par complete traffic nahin aa sakta
Blog Post ko promote karne ka Twitter bhi ek bahut best platform hai.Har successfull blogger apni post ko twitter par share jaroor karta hai.kuch log ye sonchte hain ki twitter se toh bahut kam traffic aayega lekin kam-kam karke hi aapke blog par bahut accha traffic aane lagega.

Blog Post Ko Promote Karna Kyun Jaroori Hota Hai

Bahut baar aisa hota hai ki hum bahut high quality content ko apne blog par publish karte hain lekin phir bhi SERPs(Search Engine Page Results) usko Search engine me show nahin hone deta hai jis wajah se koi bhi visitors hamari blog post ko notice nahin kar paata hai.
Isliye chahe aap kitni bhi quality content ki post apne blog par publish karo lekin usko social networking sites par promote jaroor karo.
Table Of Contents
Blog Post Ko Promote Kahan Aur Kaise Kare
Blog Post Ko Promote karne ke bahut saare platform hai jinme se me aapko kuch acche platform batane wala hun.
1.Facebook Pages And Groups
Facebook ek aisa social networking site hai jahan par har second million users online aate hain aur million offline ho jaate hain.Post ko promote karne ke liye facebook sabse best hai.Lekin ek baat yaad rakhiye ki Facebook par sirf High quality content hi share kare kyunki agar aap High quality content share karoge toh users ko aapki post par interest Badhta rahega.Agar aapne bekaar post share ki toh koi bhi user aapke blog par visit nahin karega.
Facebook par post share karne ke liye aap apne blog ke liye ek page create kariye aur usko apne blog se jodiye.Blog ki sab post apne facebook page par share kariye isse aapke blog par traafic increase hoga.
Facebook Par group banakar uspar post share karne se bhi blog par bahut accha traffic aata hai isliye me aapko suggest karoonga ki aap apne blog post ko facebook par share karne ke liye pahle Facebook par Group Aur Page banaye.

Ye bhi pade–
2. Google+ And Communities
Google+ ek aisa platform hai jispar Google use karne waale 99% logon ka account bana hota hai.Google search engine ke baad sabse jyada traffic Google+ se aata hai.Google+ bilkul free service hai jispar aap apne kisi bhi kaam ka promotion kar sakte ho
Google par bahut saari communities hai aap apne blog ke uper koi bhi communty search karke usko join kar sakte hain aur logon tak apni post ko share kar sakte hain.
Google par bahut saari communities hai aap apne blog ke uper koi bhi communty search karke usko join kar sakte hain aur logon tak apni post ko share kar sakte hain.
3.Twitter
Blog Post ko promote karne ka Twitter bhi ek bahut best platform hai.Har successfull blogger apni post ko twitter par share jaroor karta hai.kuch log ye sonchte hain ki twitter se toh bahut kam traffic aayega lekin kam-kam karke hi aapke blog par bahut accha traffic aane lagega.
4.Whatsapp Group
Whatsapp ek bahut hi accha Social networking app hai iske jariye aap bahut saare logon se jud sakte hain aur apne blog post ko logon tak pahuncha sakte hain.
Whatsapp par post ko share karne ke liye aapko ek group banana padhega jisme jyada se jyada logon ko join karna padhega aur yaad rahe Group me sirf unhi logon ko join kare jo aapke
Whatsapp par post ko share karne ke liye aapko ek group banana padhega jisme jyada se jyada logon ko join karna padhega aur yaad rahe Group me sirf unhi logon ko join kare jo aapke
Iske ilava whatsapp broadcast massaging ki service bhi deta hai. Jisme apko group banane ki jarurt nahi padti. Aap direct ek broadcast contact list create kar sakte ho aur blog post ka promotion karke apne friends ko site par visit karne ke liye attract kar sakte hai.
Ye bhi pade–
Google adsense account kaise banate hainn
Ye bhi pade–
Google adsense account kaise banate hainn
3. Email Newsletter
Agar aapko apne blog ke permanently users banana hain toh apne blog par Email subscriber widget jaroor lagaye.Widget lagane se log aapke blog ko subscribe karenge aur isse aapki new post ka promotion khud ho jaega
Jo log aapke blog ko subscribe karenge unke email box me aapki new post ki link khud pahunch jayegi aur woh aapke blog par visit jaroor karega.
5. Quora
Quora ek aisi site hai jispar Aap kisi bhi question ka answer pooch sakte hain.Quora ki Iphone aur android Apps bhi uplabdh hain.Quora ne bahut hi kam samay me itna naam kama liya hai ki log isko bahut use karte hain.
Agar aapko kisi baare me knowledge hai toh aap quora par sign up kare aur apni profile set kare uske baad apne blog ki link apni Quora profile par add kare uske baad apne blog par post publish karke usko Quora par promote kare
Quora ki ek problem hai ki ispar sirf english me question answer hote hain.Aap bhi logon ke questions ka answer dekar unko apne blog par visit karne ke liye bol sakte hain.
Toh doston ye thi kuch sites jinpar aap apne blog ko promote kar sakte hain inke jariye aapke blog par accha traffic aane lagega.
Mujhe yakeen hai ki aapko ye post jaroor pasand aayegi plz hamare blog par visit karte tahiye aur hamari post ko share jaroor kare.
Mujhe yakeen hai ki aapko ye post jaroor pasand aayegi plz hamare blog par visit karte tahiye aur hamari post ko share jaroor kare.
Nice Tips. Thanks for your valuable tips. These are very helpful for back-links creation. To know more click here
Awesome Article Sir, thanks for sharing this article and i want to know more knowledge about tech. Sir, i also created the website related to technical. please approval this link for go ahead.