Facebook Ke Founder Mark Juckerberg Ki Success Story In Hindi

Hello guys welcom to hindimegyaan hum daily aapke liye kuch new aur mazedar article lekar aate hain isi tarah aaj bhi hum aapke liye ek bahut hi mazedar artice lekar aaye hain jisme hum aapko kisi ki success story ke baare me batane waale hain.

Facebook ke founder mark juckerberg ki success story

Hum jo success story aap logon ko batane wale hain usse woh log bahut motivate ho jaayenge jo online kuch karke dikhaana chahta hain.Ye success story un insaan ki hai jisne facebook banayi thi jo aaj world ki sabse badhi social media site hai.Facebook ke fouder Mark Zuckerberg world ke sabse ameer insaan hain.

Rozana jaane kitne log janam lete hain lekin unme se kuch hi log aise hote hain jo duniya ko badalne ke liye paida hote hain aur unme se ek hain Mark Zuckerberg jinhone facebook banakar duniya badal di aaj facebook ke jariye aap kisi se bhi contact kar sakte hain aur bhi bahut se kaam aap facebook se kar sakte hain.

Facebook ko Mark Zuckerberg ne apne college ke hostel me banaya tha jab facebook ke lagbhag 250 millions users ho gaye tab Mark Zuckerberg billionaire ban gaye aur iski ke saath ek film facebook ke upar banayi gayi “The Social Network”jisme facebook ki full biography di gayi hai.Is time facebook world ki sabse jyada use ki jaane waali site ban chuki hai.

Mark Zuckerberg Ki Success Story

Mark Zuckerberg 14 may 1984 me paida hue the unko bachpan se hi computer se bahut lagav tha isliye unke father ne unhe computer programing ka course karwane lage jisme unke father unki bahut help kar the lekin mark bahut hi chatur the woh kisi se bhi bahut se aise question poochte the jinka answer koi nahin de paata tha.

Mark ko computer programing sikhaane ke liye unke father ne ek teacher rakh liya jo daily unko ghar par aakar computer sikhaata tha lekin mark khud itne chatur the ki unhone apne teacher se hi aise question kar liye jiska answer unke paas nahin tha.

Mark Zuckerberg starting se hi bahut minded hain unhone bachpan me hi ek aisa messanger banaya tha jisse woh apne ghar se papa ke clinic par call kar sakte the us messanger ka naam Zuck net tha.

Jis umar me bacche computer me games khelte the woh us umar me games banate the uske baad unhone Howard University me admission le liya jahan par woh kaafi famous hue.Unke mind ko dekhte hue wahan ke logon ne unko computer programing expert ke naam se bulaane lage.

Howard university me facebook naam ki ek book hua karti thi jisme sabhi students ke photo aur unki details hua karti thi jisko dekhkar Mark ne fashmash naam ki ek application banayi jisme woh girls aur boys ke photo daalkar poochte the ki inme se kaun jyada smart hai.is app ke liye mark ko ladkiyon ke photo chahiye the jiske liye unhone howard university ki app ko hack karke usme se images nikaale.

Fashmash starting me college ke logon me bahut jyada famous hui thi lekin kuch girls ne iska virodh kiya jis wajah se mark ko ise band karna padha.

Fashmash ko band karne ke baad mark ne the facebook naam ki ek website banayi jo starting me howard university me bahut famous hui thi lekin dheere-dheere facebook ki popularity sabhi university me badhti gayi aur facebook bahut jyada use ki jaane lagi.

Uske baad Mark ne soncha ki kyun na The facebook naam ko Sirf facebook kar diya jaaye aur uske liye unhone bahut se logon ko apne aap se jodkar the facebook ko sabhi logon ke use karne laayak banaya uske baad facebook chalne ke baad woh howard university ko beech me hi chodkar chale gaye.

Jab mark ne the facebook naam ki website banayi thi tab woh sirg 19 saal ke the 2005 me the facebook ka naam change karke sirf facebook kar diya gaya uske baad 2007 me facebook par lakhon logon ne apni profile bana li thi jise dekhkar saaf jaahir ho raha tha ki ab isko world ki sabse great site maan lena chahiye 2011 me sabhi log facebook ka use karne lage the aur kuch logon ko toh iska nasha sa lag gaya tha.

Me thanks kahna chahta hun ki mark ne hume ek aisa website diya jisse hum kahin par bhi kisi se bhi contact kar sakte hain.

Mark internet ke badshah hain.Mark ki zindagi me jitni bhi problems aayi woh un sabhi ka saamna karte gaye aur ab woh world ke sabse ameer insaan ban chuke hain.

hindimegyaan

5 thoughts on “Facebook Ke Founder Mark Juckerberg Ki Success Story In Hindi”

  1. Bhai story to thil hai par aap ek baar padhlo ! Aapne bahut se word ese likhe hai jo samjh me nahi aata hai yaa aapne use chor diya hai

    Reply

Leave a Comment