Jab bhi hamara computer slow chalne lage toh hume junk files ko delete kar dena chahiye warna hamare laptop ki window corrupt ho sakti hai
Laptop Ki Speed Ko Kaise Boost Kare
Laptop ki speed ko sahi karne ke liye kuch delete karna hoga toh chaliye steps by steps seekh lete hain—
Step 1.
Sabse pehle aap apne laptop ke keyword me CTRL+F ka button dabaiyye
Step 2.Ab aapke saamne ek box open hoga jisme kuch daalkar ok karna hai jo me aapko neeche bataunga
Kya Type Karna hai Step By Step
1.Ctrl+f ka button dabane ke baad aapko run box me Tree Type karna hai aur ok kar dena hai aur jo bhi files open hon unko delete kar dena hai
2.Ab dowara aapko Ctrl+f ka button dabana hai aur uski bhi saari files ko delete kar dena hai
2.Ab Phir se aapko Ctrl+f ka button dabana hai aur Prefetch type karke uski bhi saari files delete kar dena hai
4.Ab last baar aapko Ctrl+f ka button dabana hai aur Tree Type karke kuch files loading hongi uske baad aapko kuch nahin karna hai
Itna sab kuch karne ke baad aapke computer ki saari junk files delete ho jaayengi aapko ab kuch nahin karna padhega aapko apne computer ki speed se pareshaani nahin hogi
Read also–
Laptop ko kaise secure kare
Feedburner par account kaise banaye
Ummid hai ki aapko ye post bahut pasand aayegi kyunki isme main aisi trick batayi hai jisse aapke computer ki speed boost ho jayegi post ko jyada se jyada share kare aur comment me pooche agar koi problem ho toh