Favicon Kya Hai – Favicon Ko Blog Me Kaise Lagaye

Hello doston aaj me aapko favicon ke baare me bataunga ki favicon kya hota hai ye blog par kahan show hota hai aur ise blog par kaise lagate hain

FAVICON KO BLOG PAR KAISE LAGATE HAIN

Favicon Kya Hota Hai

Favicon ek icon hota hai jiska size 4 se 5 kb ka hota hai aur ye blog par lagaya jaata hai jisse blogger ke icon ki jagah aapka khud ka banaya icon save ho jata hai

Ye zaroor pade >>

Favicon Kaise Banate Hain

Follow me—-

1. Sabse aapko favicon.cc site par jaana hoga

2. Ab aapke saamne favicon banane ki site khulegi jisme aapko apne pasand ka colour choose karna hai hai aur favicon box me bharna hai.agar aap chahe to har box me alag-alag colour daal sakte hain

FAVICON MAKER

Favicon Ko Download Kaise Karte Hain

Favicon ko banane ke baad aap favicon.cc site par thoda neeche jaiye aur wahan par aapko download favicon likha dikhega uspar click kijiye

FAVICON DOWNLOAD KARNE KA OPTION

Favicon ko Blog Par Kaise Lagate Hain

Follow these steps—

1. Go to blogger dashboard me jaakar layout par click kijiye

2. Layout me jaane ke baad aapko ek favicon naam ka ek option dikhega uspar click kariye

3. Ab aapke saamne jo option aayega usme aapko download kiya hua favicon choose karna hai aur save kar dena hai

LAYOUT

Ab aapke blog me me favicon lag chuka hai

Ye bhi pade >>

Aaj hum aapko bataya ki Favicon kya hai , blog me favicon kaise lagaye , favicon editor , favicon maker etc.

Hamare blog par daily new jaankaari post ki jaati hai aap hamare blog par daily visit karte rahiye.

Agar post acchi lage toh jyada se jyada share kare aur hamare blog ko subscribe kare agar koi sawaal ho toh comment karke poonch sakte ho.

hindimegyaan

1 thought on “Favicon Kya Hai – Favicon Ko Blog Me Kaise Lagaye”

Leave a Comment