Log blog toh bana lete hain lekin uspar daily update nahin maarte jisse unka blog banane ka koi fayda nahin hota hai
Internet use karne wale logon me se lagbhag 50% log aise hain jinka blog hai lekin unme se 5% hi log aise hain jo apne blog par daily updates karte hain jisse unke blog ko daily fayda pahunchta hai aur daily unke blog ki rank acchi hoti hai
Table Of Contents
Blog Ko Daily Update Karne ke Fayde
Blog ko daily update karne par aapke blog ko bahut saare benfits hote hain jo me aap logon ko share karne ja raha hun
to chaliye shuru karte hain
1. Alexa Rank
aapke blog ki alexa rank tab hi good hogi jab aap apne blog ko daily updates karenge,daily new post share karenge,comments ka answer turant denge.Alexa rank acchi hona blog ke liye bahut zaroori hota hai agar aapke blog alexa rank kharaab hui toh aapke blog par traffic nahin aayega aur aap apne blog se kuch bhi earn nahin kar payenge
2. Search Engine
Agar aapko apna blog search engine me acchi rank par show karna hai toh aapko daily apne blog par entry maarni hogi apne blog par high keyword and content ki post karni hongi
3. Visitors
visitors aapke blog par tab hi aayenge jab aap uspar daily kuch naya share karenge daily apne blog ko facebook,twitter jaisi social sites par share karenge
4. Earn money
Agar aapko apne blog se acchi income earn karni hai to aapko daily apne blog par new post daalni padegi tab hi aapke blog par accha traffic aayega aur aap apne blog se income earn kar sakte hai