Facebook internet par located(sthit) ek free service networking service hai.iske jariye log apne friends se,family aur elation me jo bhi hai un sabhi se contact rakh sakte hain. facebook Inc. naam ki private company dwara operated hai
Table Of Contents
When Facebook Launched
Facebook ko 2004 me harvard ke ek student Mark Zuckerberg ne start kiya tha.sabse pehle ye college me chali aur famous hote-hote ye poore europe me chalne lagi.
Facebook ko start me The Facebook name rakha gaya lekin august 2005 me The Facebook ko Facebook se change kar diya
Facebook Use Karne Ka Tareeka
Facebook use karne ke liye sabse pehle aapko uspar account create karna hoga uske baad aap apne dost ya relation wale ko friend bana sakte ho aur usse contact kar sakte ho. agar ek saath saare doston se contact karna hai toh aapko group banana padega Agar aap chahe to famous hone ke liye page bhi bana sakte ho
Public Page Kya Hai
Public Page banane par aapko har koi jaan sakta hai aur har koi aapke page ko like karke aapse jud sakta hai.public page se logon ko bahut profit hota hai jaise agar aapka apna khud ka blog hai toh aapko page bana lena chahiye isse aapka ye fayda hoga ki agar aap apne blog ki post ispar share kar sakte ho aur apne blog ka traffic bada sakte ho
Ye zaroor pade >>
Book On Facebook
Uttar Pradesh ke ek IPS officer ne facebook ke baare me ek book banai hai jisme facebook ki saari jankari di gayi hain.amitabh thakur dwara ye books facebook ke owner Mark Zuckerberg ko di gayi hain.
Facebook Inc. Ki Jaankaari
Type – Privately held company
Establishment – Cambridge, Massachusetts, United States
Founder – Mark Zuckerberg
Revenue – 30 crore american dollar
Advertisement – Banner AIDS, referral marketing, casual games
launched – 4 february 2004